Back
गुमला में एक्सपायर्ड कोल्डड्रिंक पर खाद्य सुरक्षा विभाग की बड़ी कार्रवाई, लाखों का नुकसान
RNRandhir Nidhi
Mar 07, 2026 10:02:18
Gumla, Jharkhand
Gumla mein food safety vibhag ki badi karwai, lakhon rupaye ki expiry cold-drink jabt, mauke par hi nasht. Gumla - Gumla mein khadya suraksha vibhag ne badi karwai karte hue Palokot Road sthit ek cold-drink agency mein chhapemari ki. Is dauran bhari matra mein expired cold-drink baramad ki gayi, jiska keemat lakhon rupaye batayi ja rahi hai. Karvai se ilake ke vyapariyon mein hadkump mach gaya. Jankari ke anusar, Food Safety Officer Prakash Chandra Gugi ki netritva mein vibhagiy team ne agency mein chhapaa maara. Janch ke dauran wahan badi matra mein expired cold-drink pai gayi. Vibhag ki team ne turant saari expired bottles ko jabat kar liya aur mauke par hi unhein nasht kar diya. Food Safety vibhag ne agency sanchalak ke khilaf niyam anusar karavahi ki prakriya shuru kar di hai. Adhikarion ne spasht kaha hai ki upbhoktaon ki sehat ke saath kisi bhi tarah ka khilwaad bardasht nahi kiya jayega. Vibhag ki or se Gumla jile ke sabhi agency sanchalakoon aur dukaandaaron ko sakht chetavani di gayi hai ki yadi unke yahan expiry cold-drink ya anya khadya samagri pai jaye to use turant nasht karein, anyatha vibhag dwara kadhi kanooni karwai ki jayegi.
0
Report
हमें फेसबुक पर लाइक करें, ट्विटर पर फॉलो और यूट्यूब पर सब्सक्राइब्ड करें ताकि आप ताजा खबरें और लाइव अपडेट्स प्राप्त कर सकें| और यदि आप विस्तार से पढ़ना चाहते हैं तो https://pinewz.com/hindi से जुड़े और पाए अपने इलाके की हर छोटी सी छोटी खबर|
Advertisement
0
Report
SBShowket Beigh
FollowMar 07, 2026 11:23:030
Report
FWFAROOQ WANI
FollowMar 07, 2026 11:22:520
Report
FWFAROOQ WANI
FollowMar 07, 2026 11:22:440
Report
KSKartar Singh Rajput
FollowMar 07, 2026 11:22:310
Report
VRVikash Raut
FollowMar 07, 2026 11:22:130
Report
ASAshok Singh Shekhawat
FollowMar 07, 2026 11:22:000
Report
KSKAMARJEET SINGH
FollowMar 07, 2026 11:21:460
Report
ASANIMESH SINGH
FollowMar 07, 2026 11:21:120
Report
NJNaynee Jain
FollowMar 07, 2026 11:21:000
Report
VRVIJAY RANA
FollowMar 07, 2026 11:20:330
Report
RKRupesh Kumar
FollowMar 07, 2026 11:20:250
Report
0
Report
MDMahendra Dubey
FollowMar 07, 2026 11:19:390
Report
DCDhruv Chaudhary
FollowMar 07, 2026 11:19:24Noida, Uttar Pradesh:AHMEDABAD (GUJARAT): ICC T20 MEN’S WORLD CUP 2026, INDIA VS NEW ZEALAND FINAL MATCH/ VISUALS/ VOX-POP
0
Report