Back
बैजनाथ बालिका उच्च विद्यालय में राष्ट्रीय बालिका दिवस पर संवाद प्रतियोगिता आयोजित
PKPrashant Kumar
Jan 24, 2026 14:17:58
Munger, Bihar
Munger : Mahila va Bal Vikas Nigam tatha jila prashasan ki oor se shanivaar ko Baijanath balika uchch vidyalay mein beti bachao beti padhavo yojana ke tahat rashtriya balika divas ke avsar par kaiye par samvad, vaad-vivad pratiyogita va vaakathan ka ayojan kiya gaya. Iski shuruaat nikhil dhanraj nipparnikar ne deep praglit kar kiya. chatron ko sambodhit karte hue DM ne balikaon ko uchchatar shiksha va karier vikas ke prati prerit kiya. Unhone kaha ki jis kshetra mein apna bhavishya talashna chahti hain, uske liye pehle lakshya nirdharit karein aur fir usi ke anuroop apni padhai athva tayari karein. Apne nirdharit lakshya ke anuroop padhai athva tayari karne walon ko safalta paane se koi nahi rok sakta. Isliye aap apne jeevan mein apne bhavishya nirmaan ke liye lakshya zaroor nirdharit karein aur us par prathamikta ke saath kaary karein. Unhone sabhi chatron ke ujjwal bhavishya ki shubhkamnaye di. Dalasa Sachiv Dinesh Kumar ne chatron ko PAKSO Act ke sambandh mein vistrit jaankari di. Karyakram ke dauran chatron ne adhikaaro se shiksha, swasthya va PAKSO adhiniyam se sambandhit prashn pooche. Jiska adhikaaro ne vyavaharik uttar dete hue avashyak jaankari saanjha ki. Iske saath hi sarkar ki or se sanchalit vibhinn yojanao ki bhi balikaon ko vistaar se jaankari di. Karyakram mein chatron ko prashikshan kit diya gaya tatha anya visheshagyon ne vibhinn mahatvapurn vishayon par vistaar se charcha ki. Mauke par DDC Ajit Kumar Singh, Dalasa Sachiv Dinesh Kumar, DEO Kunal Gaurav, DPO ICDS Gunjan Mauli aadi upasthit the. Bite: Nikhil Dhanraj Jilaadhikshak
0
Report
हमें फेसबुक पर लाइक करें, ट्विटर पर फॉलो और यूट्यूब पर सब्सक्राइब्ड करें ताकि आप ताजा खबरें और लाइव अपडेट्स प्राप्त कर सकें| और यदि आप विस्तार से पढ़ना चाहते हैं तो https://pinewz.com/hindi से जुड़े और पाए अपने इलाके की हर छोटी सी छोटी खबर|
Advertisement
JCJitendra Chaudhary
FollowJan 24, 2026 15:50:310
Report
ADASHISH DWIVEDI
FollowJan 24, 2026 15:49:130
Report
SKSandeep Kumar
FollowJan 24, 2026 15:48:330
Report
DGDeepak Goyal
FollowJan 24, 2026 15:48:220
Report
PSPradeep Soni
FollowJan 24, 2026 15:47:470
Report
AKAjay Kashyap
FollowJan 24, 2026 15:47:320
Report
RKRakesh Kumar Bhardwaj
FollowJan 24, 2026 15:47:180
Report
RKRajesh Kumar Sharma
FollowJan 24, 2026 15:46:590
Report
JCJitendra Chaudhary
FollowJan 24, 2026 15:46:380
Report
Dhanaura, Uttar Pradesh:आज अमरोहा के हसनपुर तहसील परिसर में भारतीय किसान यूनियन शंकर का हल्ला बोल धरना प्रदर्शन हुआ जिसमें किसानों की विभिन्न मांगों को लेकर यह धरना प्रदर्शन किया गया
0
Report
0
Report
शिक्षा चौपाल में गूंजी शिक्षा की अलख: कंपोजिट विद्यालय नगला पट्टी में भव्य आयोजन जसराना। स्थानीय कंप
0
Report
विकसित होगी बाल वाटिका, मुख्य धारा से जुड़ेंगे दिव्यांग बच्चे आज समेकित शिक्षा के अंतर्गत को लोकेटेड
0
Report
0
Report
0
Report