Back
जौनपुर के पेट्रोल पंपों पर अफवाह से भीड़, प्रशासन ने हालात पर दी आश्वासन
ASAJEET SINGH
Mar 27, 2026 11:46:25
Jaunpur, Uttar Pradesh
afwah se bhadak jounpur mein petrol pumps par umdi bheed, prashasan ne kiya ashvasan
jounpur mein petrol ki kami ki afwah ne logon mein achanak ghabrahat paida kar di, jiske chalte shahar ke kai petrol pumps par lambi-lambi katiyan dekhne ko mil rahi hain. subah se hi log apni baari ka intzar karte nazar aaye, vahan kai log gallon aur balti lekar petrol-diesel bharwane pahunch gaye.
sthiti yeh ho gayi ki kuch petrol pumps par bheed ko niyantrit karne ke liye baireeding tak karni padi. logon mein yeh dar saaf dikhai diya ki kahin unki baari aane se pehle petrol khatam na ho jaye, jiske karan har koi jald se jald indhan bharne ki hud mein laga raha.
isi beech kuch petrol pumps sanchalakonne ne atyadhik bheed ko dekhte hue asthaay roop se pump band kar “pump kharab hai” ka board laga diya, halanki iske bawajood log wahan date rahe.
maamle par ek petrol pump sanchalak ajay singh ne spasht kiya ki unke pump par petrol ki koi kami nahi hai. unhone kaha ki sabhi grahakon ko unki zaroorat ke anusar petrol uplabdh karaya ja raha hai. unhone logon se afwaahon par dhyan na dene aur bina ghabraye ke samanya tareeke se petrol bharwane ki appeal ki.
Unhone bharosa dilaya ki petrol paryapt matra mein uplabdh hai aur sabhi ko aasanai se milta rahega, isliye kisi bhi prakar ki ghabrahat ya jaldbaazi ki avashyakta nahi hai.
0
Report
हमें फेसबुक पर लाइक करें, ट्विटर पर फॉलो और यूट्यूब पर सब्सक्राइब्ड करें ताकि आप ताजा खबरें और लाइव अपडेट्स प्राप्त कर सकें| और यदि आप विस्तार से पढ़ना चाहते हैं तो https://pinewz.com/hindi से जुड़े और पाए अपने इलाके की हर छोटी सी छोटी खबर|
Advertisement
1
Report
1
Report
ANAJAY NATH
FollowMar 27, 2026 12:50:150
Report
VKVIJAY KUMAR
FollowMar 27, 2026 12:49:350
Report
KSKartar Singh Rajput
FollowMar 27, 2026 12:49:070
Report
SMSHARAD MAURYA
FollowMar 27, 2026 12:48:530
Report
DBDEBASHISH BHARATI
FollowMar 27, 2026 12:48:150
Report
SPSohan Pramanik
FollowMar 27, 2026 12:47:550
Report
TSTripurari Sharan
FollowMar 27, 2026 12:47:340
Report
PPPraveen Pandey
FollowMar 27, 2026 12:47:200
Report
VKVIJAY KUMAR
FollowMar 27, 2026 12:47:070
Report
0
Report
DDDeepak Dwivedi
FollowMar 27, 2026 12:46:15Gwalior, Bhopal, Madhya Pradesh:जनता की राय इकबाल मैदान के नाम बदलने पर
0
Report
RKRupesh Kumar
FollowMar 27, 2026 12:46:060
Report
AKAMAR KANE
FollowMar 27, 2026 12:45:490
Report