Back
इंदौर में कार की छत पर स्टंट वायरल, युवक के खिलाफ मामला दर्ज
YSYatnesh Sen
Mar 12, 2026 09:36:51
Indore, Madhya Pradesh
Indore mein social media par stunt video banakar upload karne se ek yuvak par bahut pad gaya. Car ki chhat par khade hokar rally nikalte hue stunt karne ka video viral hone ke baad police ne yuvak ke khilaf mamla darj kar karvai shuru kar di hai. Darasal maamla Indore ke Juna Indore thana kshetra ka hai, jahan ek yuvak ne chalti car ki chhat par khade hokar stunt karte hue rally nikali aur uska video apne social media account par upload kar diya. Video mein yuvak khule aam car ki chhat par khada nazar aa raha hai, jisse sadak par chal rahe logon ki suraksha bhi khatre mein pad sakti thi. Video social media par samne aane ke baad Juna Indore thana police ne mamla ko sangan ki lete hue janch shuru ki. Viral video ke aadhar par police ne yuvak ki pahchan Ayush ke roop mein ki. Police ne Ayush ke khilaf mamla darj karte huye use notice jaari kiya hai. Wahin karvai karte hue uski car ko bhi jabt kar liya gaya hai.
0
Report
हमें फेसबुक पर लाइक करें, ट्विटर पर फॉलो और यूट्यूब पर सब्सक्राइब्ड करें ताकि आप ताजा खबरें और लाइव अपडेट्स प्राप्त कर सकें| और यदि आप विस्तार से पढ़ना चाहते हैं तो https://pinewz.com/hindi से जुड़े और पाए अपने इलाके की हर छोटी सी छोटी खबर|
Advertisement
0
Report
PKPankaj Kumar
FollowMar 12, 2026 12:23:290
Report
KCKumar Chandan
FollowMar 12, 2026 12:23:020
Report
ASASHISH SRIVASTAVA SUL
FollowMar 12, 2026 12:22:380
Report
KJKamran Jalili
FollowMar 12, 2026 12:22:150
Report
GPGovind Prasad Pandey
FollowMar 12, 2026 12:20:400
Report
SDSurendra Dasila
FollowMar 12, 2026 12:20:260
Report
SKSANTOSH KUMAR
FollowMar 12, 2026 12:20:160
Report
GPGovind Prasad Pandey
FollowMar 12, 2026 12:17:590
Report
GPGovind Prasad Pandey
FollowMar 12, 2026 12:17:42Noida, Uttar Pradesh:दादी पोते का ये प्यार सबसे अनमोल है। उम्र सिर्फ एक संख्या है दिल तो हमेशा बच्चा रहना चाहिए.
0
Report
AKAMAN KAPOOR
FollowMar 12, 2026 12:17:290
Report
DRDivya Rani
FollowMar 12, 2026 12:17:160
Report
DKDARSHAN KAIT
FollowMar 12, 2026 12:16:590
Report
SDSurendra Dasila
FollowMar 12, 2026 12:16:060
Report