Back
धनबाद नगर निगम चुनाव: सुशील कुमार ने चंद्रशेखर अग्रवाल को समर्थन दे दिया
NMNitesh Mishra
Feb 08, 2026 08:31:50
Dhanbad, Jharkhand
धनबाद नगर निगम चुनाव को लेकर siyasi sargarmi tez ho gayi hai. Iske kram mein IMA sadasya evam samajsevi meyar umidvar Dr. Sushil Kumar ne apna samarthan meyar pratyashi Chandrashankar Agarwal ko dene ki ghoshna ki hai. Ravivar ko Housing Colony sthit karyalay mein Dr. Sushil Kumar ne Chandrashankar Agarwal se mulakat kar aupcharik roop se apna samarthan diya. Is avsar par Dr. Sushil Kumar ne kaha ki Dhanbad ke vikas ko gati dene ke liye ek majboot aur durdrshti netritva ki avashyakta hai. Unhone asha vyakt ki ki Chandrashankar Agarwal ke netrtva mein nagar nigam kshetra mein vikas karyaon ko nai disha milegi aur aam janta ki samasyaon ka samadhan prathmikata ke aadhar par kiya jayega. Gaurat hai ki Dr. Sushil Kumar ne bhi nagar nigam chunav mein meyar pad ke liye namankan kiya tha, lekin skrootni ke dauran unka namankan nirast ho gaya. Iske baad unhone apne samarthako ke saath vichar-vimarsh kar meyar pratyashi Chandrashankar Agarwal ko samarthan dene ka nirnay liya. Wahin samarthan milne par meyar pratyashi Chandrashankar Agarwal ne Dr. Sushil Kumar ka aabhar vyakt kiya. Unhone kaha ki Dr. Sushil Kumar jaise anubhavI aur samajsevi vyakti ka samarthan unke liye preranaayak hai. Unhone bharosa dilaya ki Dhanbad ke samagra vikas aur nagarik suvidhaon ko behtar banane ke liye ve poori nishtha ke sath karya karenge. Bites - Dr Sushil Kumar, Mayor candidate Bites - Chandrashankar Agarwal, Mayor candidate
0
Report
हमें फेसबुक पर लाइक करें, ट्विटर पर फॉलो और यूट्यूब पर सब्सक्राइब्ड करें ताकि आप ताजा खबरें और लाइव अपडेट्स प्राप्त कर सकें| और यदि आप विस्तार से पढ़ना चाहते हैं तो https://pinewz.com/hindi से जुड़े और पाए अपने इलाके की हर छोटी सी छोटी खबर|
Advertisement
RKRakesh Kumar Bhardwaj
FollowFeb 08, 2026 09:49:270
Report
KMKuldeep Malwar
FollowFeb 08, 2026 09:49:090
Report
VSVishnu Sharma
FollowFeb 08, 2026 09:48:510
Report
NKNeeraj Kumar Gaur
FollowFeb 08, 2026 09:48:050
Report
MGMOHIT Gomat
FollowFeb 08, 2026 09:47:550
Report
KKKRISNDEV KUMAR
FollowFeb 08, 2026 09:47:36Noida, Uttar Pradesh:ललितपुर - तेजरफ्तार एक प्राइवेट यात्री बस ने डंपर में मारी टक्कर , दर्घटना में एक दर्जन से अधिक बस सवार यात्री हुये घायल । सदर कोतवाली क्षेत्र अंतर्गत महरौनी - ललितपुर रोड की घटना ।
0
Report
KKKRISNDEV KUMAR
FollowFeb 08, 2026 09:47:030
Report
KCKumar Chandan
FollowFeb 08, 2026 09:46:510
Report
STSumit Tharan
FollowFeb 08, 2026 09:46:400
Report
RKRajesh Kumar Sharma
FollowFeb 08, 2026 09:46:180
Report
JPJai Prakash
FollowFeb 08, 2026 09:45:570
Report
MGMOHIT Gomat
FollowFeb 08, 2026 09:45:45Bulandshahr, Uttar Pradesh:जनपद पुलिस को मिली बड़ी सफलता।
माह जनवरी में खोए हुए 164 मोबाइल फोन किये बरामद।
बरामद फ़ोन की कीमत बताई जा रही है लगभग 45 लाख रुपए।
मोबाइल स्वामियों ने पुलिस का जताया आभार।
0
Report
SKSATISH KUMAR
FollowFeb 08, 2026 09:45:330
Report
ATAMIT TRIPATHI
FollowFeb 08, 2026 09:45:150
Report
1
Report