Back
मधुबनी में शराब तस्करी का खेल: ट्रक फंसा, भीड़ ने शराब लूट मचा दी
BBBindu Bhushan
Mar 21, 2026 11:32:21
Madhubani, Bihar
Bihar mein sharaab bandhii hai, lekin sharaab ki taskaari jaari hai. Madhubani mein sharaab se ladi truck gaddhe mein fans gayi. Logon ko jaise hi truck par sharaab ke baare mein pata chala, log truck par toot pade, log truck se sharaab lootne lage. Ghatna Fullparas thana ke Sudai Ratauli gaon ke Durga Sthan mandir ke paas ki hai. Bataya ja raha hai truck par oopar se chuna se bhara bag tha aur uske niche sharaab tha. Jaise logon ko truck par sharaab ke baare mein pata chala, log truck ke paas pahunche aur sharaab loot li. Soochna par pahunchi police truck ko japt kar liya. Police ne fans truck ko nikalne ke liye crane mangvaya aur phir truck ko nikala gaya. Police maamle ki chhan-been mein joot gayi hai, halanki truck ka chalak aur tascaar farar ho gaya hai. Police truck ke number se maalik ki pehchaan karne aur taskaron ke network ko khangaalne mein lag gayi hai. Bahaarhal ilake mein sharaab ki kehap pahunchne se kanoon vyavastha par sawal uth raha hai...
0
Report
हमें फेसबुक पर लाइक करें, ट्विटर पर फॉलो और यूट्यूब पर सब्सक्राइब्ड करें ताकि आप ताजा खबरें और लाइव अपडेट्स प्राप्त कर सकें| और यदि आप विस्तार से पढ़ना चाहते हैं तो https://pinewz.com/hindi से जुड़े और पाए अपने इलाके की हर छोटी सी छोटी खबर|
Advertisement
0
Report
SPSATYENDRA PARMAR
FollowMar 21, 2026 12:36:560
Report
JGJugal Gandhi
FollowMar 21, 2026 12:36:470
Report
SKSandeep Kumar
FollowMar 21, 2026 12:36:350
Report
DMDILEEP MISHRA
FollowMar 21, 2026 12:36:240
Report
DKDebojyoti Kahali
FollowMar 21, 2026 12:35:110
Report
GYGAUKARAN YADU
FollowMar 21, 2026 12:35:000
Report
AMAjay Mishra
FollowMar 21, 2026 12:34:480
Report
KYKaniram yadav
FollowMar 21, 2026 12:34:380
Report
CSChandrashekhar Solanki
FollowMar 21, 2026 12:34:240
Report
JGJugal Gandhi
FollowMar 21, 2026 12:34:060
Report
RJRahul Joshi
FollowMar 21, 2026 12:33:530
Report
0
Report
PSPrashant Shukla
FollowMar 21, 2026 12:33:000
Report
VKVishal Kumar
FollowMar 21, 2026 12:32:450
Report