Back
पटना होली का रंग, अश्लील नृत्य और पैसे की बारिश
IKIsateyak Khan
Mar 03, 2026 08:16:45
Danapur, Bihar
Patna Holi ke rang me dooba hai. Shahar se lekar gaon tak dhool nagade baj rahe hain, Holi ke geet gaaye ja rahe hain. Ashlil gaane par naachte dikhai nartaki. Luta ja raha hai rupaya. Bhootpurv sainikon ne gavai andaaz me Holi ka geet gaya.
Patna me Holi ka khumar apne shabab par hai, rangon aur gulal se poora Patna rangin ho utha hai, jagah-jgah Holi ke geet par log jhoom rahe hain. Kahani Holi ke ashlesh gaane par naach ho raha hai, to kahin narak ki par rupaya lutaaye ja rahe hain, to kahin gavai andaz me Holi ka gayan kiya ja raha hai. Shahar satarangi ho gaya hai, gaon me dhool nagade baj rahe hain, to shahri thirakte nahi thakte. Rang aur gulal jamkar ud rahe hain. Holi ki masti me poora gaon se lekar shahar tak dooba hua hai, chaaro or ullas ka mahaul hai. Pehli tasveer me hum aapko dikhane ja rahe hain ki jahan bhootpurv sainikon ke dwara gavai andaaz me Holi ka gayn kiya, gulal jamkar udai ja rahe hain, saare gile shikwe door kar Holi ke geet gaya ja raha hai.
Dusri tasveer Danapur se saamne aa rahi hai, jahan Holi milan samaroha ka ayojan kiya gaya hai, aur Holi ke phuhar geet par nartaki ke dwara thumka lagaye ja rahe hain. Tasveer me bhi aap dekh lijiye ki Holi ke Bhojpuri geet baj rahe hain aur nartaki ashlesh gaane par thumka laga rahi hai.
Ab tasvir Patna ke Vikram ki hai, jahan Holi milan samaaroh ka ayojan kiya gaya hai. Is ayojan me Bhojpuri kalakarom ke dwara Holi ka geet gaya ja raha hai, aur wahan upasth logon ke dwara rupaya lutaaya ja raha hai. Tasveer me aap dekh sakte hain ki Holi ke geet par Bhojpuri kalakar thumka laga rahe hain, to wahan upasth logon ke dwara Bhojpuri kalakaron par rupaya ki baarish ho rahi hai.
0
Report
हमें फेसबुक पर लाइक करें, ट्विटर पर फॉलो और यूट्यूब पर सब्सक्राइब्ड करें ताकि आप ताजा खबरें और लाइव अपडेट्स प्राप्त कर सकें| और यदि आप विस्तार से पढ़ना चाहते हैं तो https://pinewz.com/hindi से जुड़े और पाए अपने इलाके की हर छोटी सी छोटी खबर|
Advertisement
Etah, Uttar Pradesh:
क्षेत्रीय खाद्य अधिकारी, एटा ,श्री दिग्विजय सिंह की ओर से समस्त देशवासियों व जनपदवासियों को होली की बहुत-बहुत शुभकामनाएं
0
Report
Etah, Uttar Pradesh:
पुष्पेंद्र लोधी, ब्लॉक प्रमुख शीतलपुर, एटा की ओर से आप सभी को होली की हार्दिक शुभकामनाएं एवं बधाई
0
Report
Etah, Uttar Pradesh:
होपवेल अल्ट्रासाउंड सेंटर, एटा की डॉक्टर राशिदा हाशमी की ओर से सभी जनपदवासियों व देशवासियों को होली की हार्दिक बधाई एवं बहुत-बहुत शुभकामनाएं
0
Report
DCDhruv Chaudhary
FollowMar 03, 2026 09:48:540
Report
HSHarish Sharma2
FollowMar 03, 2026 09:48:350
Report
0
Report
NBNARAYAN BEHERA
FollowMar 03, 2026 09:48:190
Report
STSumit Tharan
FollowMar 03, 2026 09:48:080
Report
DPDharmendra Pathak
FollowMar 03, 2026 09:47:380
Report
BSBHUPENDAR SINGH SOLANKI
FollowMar 03, 2026 09:47:210
Report
JGJugal Gandhi
FollowMar 03, 2026 09:47:050
Report
DSDeepesh shah
FollowMar 03, 2026 09:46:530
Report
AKAshok Kumar1
FollowMar 03, 2026 09:46:310
Report
RRRikeshwar Rana
FollowMar 03, 2026 09:46:090
Report
RRRikeshwar Rana
FollowMar 03, 2026 09:45:550
Report
